Jan 05

afsoos hota hai waqt gozer jany k baad,
rota hai bolbol bhi aksar bahar jany k baad,

kash apny khuwabo ki ek donya hoti,
dil udas hota hai her khuwab bikher jany k baad,

aadat se hogai hai tujh say roz mulakatoon ki,
kiya bany ga is dil ka tere jany k baad,

hallat apny yaar ki is waqt dekhana,
roay ga sar-y-aam who mere maiyat jany k baad,

Leave a Reply